Main To Yahin Hu Lekin - मैं तो यही हूँ लेकिन
LYRICS:
main to yahi hun lekin har koi mujhko dhunde
parwa nahi hai mujhko dil chahe jaan bhi chhute
khud ko manta rehta chahein ye duniya ruthe
neendon mein ghuske karun sapne barbad
jism or jaan mein ab main aise utar jaunga
aayina dekhiye to main hi nazar aaunga
main to yahi hun lekin har koi mujhko dhunde
neendon mein ghuske karun sapne barbad
khud hi uda kar ab pankho ko kaatu
kaale fasane likhukajal churake
khwayisho ke khatir maine
jaal ye bichaya hai
kaale andhero main ab mera hi saya hai
pankho ko kaatu pehlefir main karun azad
neendon mein ghuske karun sapne barbad