SONG: Main To Ho Gayi Deewani Teri - मैं तो हो गई दीवानी तेरी

Main To Ho Gayi Deewani Teri - मैं तो हो गई दीवानी तेरी

LYRICS:
main to ho gayi deewani tori yaad mein balam tori yaad sajan tori yaad mein main to ho gayi deewani tori yaad mein balam tori yaad sajan tori yaad mein nain milakar tune sajan na jane kya kiya nain milakar tune sajan na jane kya kiya pyar bhari saigato se tum le gaye mora jiya taras na aaya raham na aaya taras na aaya raham na aaya dekh jawani meri dekh jawani meri main to ho gayi deewani tori yaad mein balam tori yaad sajan tori yaad mein chupke chupke man mein aake bane ho man ke raja bane ho man ke raja ho man ke raja bin tere piya chain na paye chain na paye chain na paye aake tum samjha ja pyar ke badle dard diya hai pyar ke badle dard diya hai kaise kaise nishani ho kaise kaise nishani main to ho gayi deewani tori yaad mein balam tori yaad sajan tori yaad mein lekar man mein yaad teri main ho yaad teri main ho yaad teri main dekhu sapne tere main to bani hu teri sajan ha ha teri sajan tum ban jaao mere apna banake bhul naa jana apna banake bhul naa jana na karna nadani ho na karna nadani main to ho gayi deewani tori yaad mein balam tori yaad sajan tori yaad mein main to ho gayi deewani tori yaad mein balam tori yaad sajan tori yaad mein