SONG: Main To Banke Naino Wali Meri Bate Hai Nirali - मैं तो बांके नैनो वाली मेरी बातें है निराली

Main To Banke Naino Wali Meri Bate Hai Nirali - मैं तो बांके नैनो वाली मेरी बातें है निराली

LYRICS:
mai to banke naino wali meri bate hai nirali dekho duniya kare moh se pyar duniya kare moh se pyar are chhodo ye fasana jaye chulhe me ye jamana dekho dil hai yaha bekarar, dil hai yaha bekarar mai to banke naino wali lakh adaye lakh ishare jo bhi dekhe jaan ko vare hoye mera to aaj jamana najar na haaye lagana mera to aaj jamana marungi najar katar, marungi najar katar are chhodo ye fasana jaye chulhe me ye jamana dekho dil hai yaha bekarar, dil hai yaha bekarar mai to banke naino wali jaan bachana ab nahi mumkin rah gaye ab to haye das din oye koi to sakal batao humari jaan bachao koi to sakal batao dil hai yaha bekarar, dil hai yaha bekarar mai to banke naino wali meri bate hai nirali mere ko duniya kare moh se pyar duniya kare moh se pyar are chhodo ye fasana baat kisi ki mai nahi manu sabke dil ka haal mai janu koi ho lakh diwana chale na koi bahana koi ho lakh diwana chale na koi bahana mai to badi hoshiyar, mai to badi hoshiyar are chhodo ye fasana jaye chulhe me ye jamana dil hai yaha bekarar, dil hai yaha bekarar mai to banke naino wali meri bate hai nirali mere ko duniya kare moh se pyar duniya kare moh se pyar chhodo ye fasana