SONG: Main Safar Mein Hu Khoya Nahi - मैं सफ़र में हूँ खोया नहीं

Main Safar Mein Hu Khoya Nahi - मैं सफ़र में हूँ खोया नहीं

LYRICS:
oh bandeya dhoondhe hai kya raahein teri hai ghar tera chalna wahaan, jaana wahaan khud tak kahin pahunche jahaan kadam utha aur saath mein ho le shehar shehar yeh tujhse dekho bole tukar tukar yun apne naina khole zindagi pee le zara behti hawaaon ke jaise hain iraade udte parindon se seekhi hain jo baatein anjaani raahon pe koi... main chala main safar mein hoon, khoya nahi main safar mein hoon, khoya nahi main safar mein hoon, khoya nahi main safar mein hoon, khoya nahi thoda aage badhein maine jaana yeh sach hai toh kya hai uljhe uljhe sab sawaal zindagi hai ye kya main kaun hoon maine yeh jaana mujhe mil hi gaye sab jawaab dekho na hawa kaanon mein mere kehti kya boli vekh farida mitti khuli mitti utte farida mitti dhulli chaar dina da jee le mela duniya phir jaane hona kya… behti hawaaon ke jaise hain iraade udte parindon se seekhi hain jo baatein anjaani raahon pe koi... main chala main safar mein hoon, khoya nahi main safar mein hoon, khoya nahi main safar mein hoon, khoya nahi main safar mein hoon, khoya nahi yeh kaisa safar hai jo yun duba raha jaata hoon kahin main ya laut ke aa raha woh chehre woh aankhein woh yaadein purani mujhe poochhti yeh nadiya ka paani bhi behta hai kehta yehi main safar mein hoon, khoya nahi main safar mein hoon, khoya nahi main safar mein hoon, khoya nahi main safar mein hoon, khoya nahi khoya nahi, khoya nahi khoya khoya khoya khoya nahi main safar mein hoon, khoya nahi