SONG: Main Rani Hu Raja Ki - मैं रानी हूँ राजा की

Main Rani Hu Raja Ki - मैं रानी हूँ राजा की

LYRICS:
aayi ho kheto ki rani aayi ho main rani hu raja ki raja mera piya kisiko kya ho kisiko kya main rani hu raja ki raja mera piya kisiko kya ho kisiko kya pritnagar pe raaj karu main banke sajanva teri pritnagar pe raaj karu main banke sajanva teri banke sajanva teri mehale to mehale dhanwano ke dil ki nagariya meri mehale to mehale dhanwano ke dil ki nagariya meri o dil ki nagariya meri chaha tha jisko maine dil usko de diya kisiko kya ho kisiko kya chhod ke apne pi ki dagariya aur kahi naa jaau chhod ke apne pi ki dagariya aur kahi naa jaau aur kahi naa jaau jeet liya hai tanmann jisne geet usike gaau jeet liya hai tanmann jisne geet usike gaau geet usike gaau pi pi ke dhun par har dum naache mera jiya kisiko kya ho kisiko kya main rani hu raja ki raja mera piya kisiko kya ho kisiko kya