SONG: Main Nikal Jaunga - मैं निकल जाऊंगा

Main Nikal Jaunga - मैं निकल जाऊंगा

LYRICS:
suhani hi subah banaras jarur hai shame avadh khubsurat huzur magar har subah se har ek sham se hasi ye hawalat ki rat hai ye choro ki barat ki rat hai na khidki na jhrokha milte hi magar mauka de jaunga mai dhokha sab dekhte rah jayenge ban ke hawa ka jhoka mai nikal jaunga mai nikal jaunga mai nikal jaunga mai nikal jaunga na khidki na jhrokha milte hi magar mauka de jaunga mai dhokha sab dekhte rah jayenge ban ke hawa ka jhoka mai nikal jaunga mai nikal jaunga mai nikal jaunga mai nikal jaunga diwar se jyada majbut hai irada us par wo khadi hai jisse najar ladi hai wo intzar me hai bechain pyar me hai ye jan bhi gawa ke milna hai usse jake ye gum na dil sahega haye ye gum na dil sahega bas hoke hi rahega ye mel do dilo ka sab sochte rah jayenge ban ke hawa ka jhoka mai nikal jaunga mai nikal jaunga mai nikal jaunga mai nikal jaunga rocky hai nam mera sabko salam mera sab mujhko jante hai ustad mante hai bujdil nahi jo chupke chal du mai chupke chupke sab hoshiyar rahna fir bad me na kahna de di hai maine dhamki de di hai maine dhamki bijli gagan me chamki kuta gali me bhoka de jaunga mai dhokha sab dekhte rah jayenge ban ke hawa ka jhoka mai nikal jaunga mai nikal jaunga mai nikal jaunga mai nikal jaunga mai kya hu mai hu badal mai kya hu mai hu kajal ud jau ban ke khushbu chal jau ban ke jadu mai kya hu mai hu badal mai kya hu mai hu kajal ud jau ban ke khusbu chal jau ban ke jadu sau bar aake dekha sau bar jake dekha kya hai yaha kidhar hai har chiz ki khabar hai mere purane yaro nadan pahredaro mere purane yaro nadan pahredaro kyu tumne mujhko roka tum rokte rah jaoge ban ke hawa ka jhoka mai nikal jaunga mai nikal jaunga mai nikal jaunga mai nikal jaunga na khidki na jhroka milte hi magar mauka de jaunga mai dhokha sab dekhte rah jayenge ban ke hawa ka jhoka mai nikal jaunga mai nikal jaunga mai nikal jaunga mai nikal jaunga