SONG: Main Na Kisi Ka Aitbar Karungi - मैं ना किसी का ऐतबार करुँगी

Main Na Kisi Ka Aitbar Karungi - मैं ना किसी का ऐतबार करुँगी

LYRICS:
mai na kisi ka aitbar karungi dil ko yuhi na bekarar karungi ab na kisi se pyar karungi tauba tauba tauba ke meri tauba tauba tauba mai na kisi ka aitbar karungi dil ko yuhi na bekarar karungi ab na kisi se pyar karungi tauba tauba tauba ek din ye baat hui ek din ye baat hui sham dhali raat hui jab pahli bar mile nain ek din ye baat hui sham dhali raat hui mar jau aankhe na char karungi ab na kisi se kabhi pyar karungi meri tauba tauba tauba ke meri tauba tauba tauba bhule ek baar sanam bhule ek baar sanam khali hai maine kasam mai fir na lungi tera nam bhule ek bar sanam khali hai maine kasam mai fir na lungi tera nam ye kya dastur hua mujhse kasur hua mujhpe laga hai ilzam leikin ab kya soche ab kuch kiya na jaaye ye dillagi na dildar karungi ke main na didar karungi ke ab na kisi se pyar karungi meri tauba tauba tauba ke meri tauba tauba tauba mai na kisi ka aitbar karungi dil ko yuhi na bekarar karungi ab na kisi se pyar karungi tauba tauba tauba ke meri tauba tauba tauba