SONG: Main Na Janu Mere Dil Ko - मैं ना जानू मेरे दिल को ये क्या हो गया

Main Na Janu Mere Dil Ko - मैं ना जानू मेरे दिल को ये क्या हो गया

LYRICS:
me na janu, me na janu mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahan kho gaya me na janu, me na janu mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahan kho gaya o piya hay re dole jiya dil ka karar liya hay re hay kya kiya o piya hay re dole jiya dil ka karar liya hay re hay kya kiya me na janu, me na janu mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kaha kho gaya aa ja re aankho me chha ja re dil ko hansa ja re, apna bana ja re aa ja re aankho me chha ja re dil ko hansa ja re, apna bana ja re me na janu, me na janu mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahan kho gaya kya mila pyar ka mujhe sila dil ka na phul khila, tujhse hai mera gila kya mila pyar ka mujhe sila dil ka na phul khila, tujhse hai mera gila me na janu, me na janu mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahan kho gaya me na janu, me na janu mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahan kho gaya