SONG: Main Makke Ke Khet Mein Baithi - मैं मक्के के खेत में बैठी

Main Makke Ke Khet Mein Baithi - मैं मक्के के खेत में बैठी

LYRICS:
mai makke ke khet me baithi been rahi thi makka itne mai ik jaat ne aakar mara aisa dhakka kamariya haay kamariya haay kamariya tut gayi haye haye kamariya tut gayi mai makke ke khet me baithi been rahi thi makka itne mai ik jaat ne aakar mara aisa dhakka kamariya haay kamariya haay kamariya tut gayi haye haye kamariya tut gayi yu to us zulmi ne harkat ki thi pitne wali yu to us zulmi ne harkat ki thi pitne wali chhod diya maine dekar usko muh me aayi jo gali mere muh se gali wo sunkar mere muh se gali wo sunkar rah gaya hakka bakka jaat gaya to bail ne aaker mara aisa dhakka kamariya kamariya kamariya tut gayi hay hay kamariya tut gayi bail wo kya tha bail wo kya tha wo to pura afat ka parkala mai chuhi par usne sara khet mera char dala ram kasam mera khet abhi tha ram kasam mera khet abhi tha kuch kaccha kuch pakka bail se bachkar bhagi to aisa laga ped ka jhatka kamariya uui kamariya uui kamariya tut gayi hay hay kamariya tut gayi ped ke piche chupa hua tha koi mera humjoli ped ke piche chupa hua tha koi mera humjoli uske hi sang din bhar maine kheli aankh micholi jiski khatir pala jogan waa ho jiski khatir pala jogan waa sabse bacha kar rakha pehle hi miljata to khati kyu dhakke pe dhakka kamariya haay kamariya haay kamariya tut gayi haye haye kamariya tut gayi