SONG: Main Kya Mera Afsana Kya Likhe Hue Ko Mittana Kya - मैं क्या मेरा अफ़साना क्या मिटे हुए को मिटाना क्या

Main Kya Mera Afsana Kya Likhe Hue Ko Mittana Kya - मैं क्या मेरा अफ़साना क्या मिटे हुए को मिटाना क्या

LYRICS:
main kya mera afsana kya mite huye ko mitana kya dil ki lagi ko sab rote hai bulbul kya parwana kya main kya mera afsana kya mite huye ko mitana kya aankh me hasrat, dil fariyadi aankh me hasrat, dil fariyadi kismat me thi ye barbadi kismat me thi ye barbadi bikhar gaye hai taar hi dil ke tuta saaz bajana kya main kya mera afsana kya mite huye ko mitana kya aankh se aansu jo bahte hai aankh se aansu jo bahte hai kahte hai to ye kahte hai kahte hai to ye kahte hai bedardo ki is duniya ko sapne jigar dikhlana kya main kya mera afsana kya mite huye ko mitana kya