SONG: Main Kal Phir Milungi Issi Gulsitan Me - मैं कल फिर मिलूँगी इसी गुलिस्ताँ मे

Main Kal Phir Milungi Issi Gulsitan Me - मैं कल फिर मिलूँगी इसी गुलिस्ताँ मे

LYRICS:
mai kal fir milungi mai kal fir milungi isi gulsita me yahi sham ko fir mulakat hogi nigahe jhuka kar jo kehni hai tumse jara ye to socho wo kya bat hogi nigahe jhuka kar tum aaogi jin raho se unko saja du mai kate hatake waha kalia bichadu mai gulshan me aaungi nagme sunati in aankho me hongi jawa aarzue nigaho me ulfat ki so bat hogi nigahe jhuka kar bahut suni suni mere jiwan ki rahe kisi humsafar ko dhunde meri nigahe sunate ho tum to piya apni kahani jara ye bhi socho ke tumse bichad ke kasak kya mere dil me din rat hogi nigahe jhuka kar abhi tum chali jaogi karke bahana magar shart ye hai mere sapno me aana mai sapno me aaungi hasti lajati udhar husn hoga tera chand jaisa idhar keshuo ki hasi rat hogi nigahe jhuka kar jo kahni hai tumse jara ye to socho wo kya bat hogi mai kal fir milungi isi gulsita me yahi sham ko fir mulakat hogi mai kal fir milungi