SONG: Main Janam Janam Se Hu Dukhiya - मैं जन्म जन्म से हूँ दुखिया

Main Janam Janam Se Hu Dukhiya - मैं जन्म जन्म से हूँ दुखिया

LYRICS:
aa aa aa aa aa main janam janam se hu dukhiya tu ajar amar kar taara janam maran ke bandhan ka to janam maran ke bandhan ka to he prabhu aarat haara tu ajar amar kar taara main janam janam se hu dukhiya tu ajar amar kar taara koi unche swar me gaaya koi bol na paya jo bhi tere dware aaya tune gale lagaya pal me hi dukh ko sukh me badle pal me hi dukh ko sukh me badle tera ek ishara tu ajar amar kar taara main janam janam se hu dukhiya tu ajar amar kar taara gahari nadiya chhai badriya nagin si jaldhara dub raha hain aash ka suraj dub raha hain aash ka suraj mandraye andhariya naav bhanwar me dur kinara naav bhanwar me dur kinara rutha khaivanhara ab tera ek sahara main janam janam se hu dukhiya tu ajar amar kar taara tu ajar amar kar taara