SONG: Main Hun Ek Paagal Premi Mera Dard Na Koi Jaana - मैं हूँ एक पागल प्रेमी मेरा दर्द ना कोई जाना

Main Hun Ek Paagal Premi Mera Dard Na Koi Jaana - मैं हूँ एक पागल प्रेमी मेरा दर्द ना कोई जाना

LYRICS:
ye dard bhara afsana, sunle anjaan zamana zamana main hu ek paagal premi mera dard na koyi jana main hu ek paagal premi mera dard na koyi jana ye dard bhara afsana, sunle anjaan zamana zamana main hu ek paagal premi mera dard na koi jana koi bhi waada yaad na aaya koi kasam bhi yaad na aayi meri duhaayi sun le khudaai mere sanam ne ki bewafai dil toot gaya deewana, sunle anjaan zamana zamana main hu ek paagal premi mera dard na koyi jana main hu ek paagal premi mera dard na koyi jana phoolon se maine daaman bachaaya raahon me apni kaante bichhaye main hu deewana deewangi me ek bewafa se neha lagaaye jo pyar ko na pahchana, sunle anjaan zamaan zamana main hu ek paagal premi mera dard na koyi jana main hu ek paagal premi mera dard na koyi jana yaade purani aane lagi kyaa ankhen jhuka li kyaa dil me aaya dekho nazaara dilbar hamaara kaise hamaari mahfil me aaya hai saath koi begana, sunle anjaan zamana zamana main hu ek paagal premi mera dard na koyi jana