SONG: Main Hu Ujada Aashiya - मैं हूँ उजड़ा आशियाँ

Main Hu Ujada Aashiya - मैं हूँ उजड़ा आशियाँ

LYRICS:
main hu ujda aashiya ek mita hua nisha bhuli huyi dasta main hu ujda aashiya ek mita hua nisha bhuli huyi dasta gul khile to kya khile bhulnewale sanam tum mile to kya mile gul khile to kya khile bhulnewale sanam tum mile to kya mile milke bhi juda hu main duri ki sada hu main jaise gard karwan main hu ujda aashiya ek mita hua nisha bhuli huyi dasta tumne pher li najar dil pe kya gujar gayi ye kisi ko kya khabar tumne pher li najar dil pe kya gujar gayi ye kisi ko kya khabar lut gaya saaj-e-dil kisse kahu raaz-e-dil koi nahi raazda main hu ujda aashiya ek mita hua nisha bhuli huyi dasta julm dhaye jaao tum meri in wafao ko aajmaye jaao tum julm dhaye jaao tum meri in wafao ko aajmaye jaao tum gham pe gham diye chalo tum dua liye chalo mere pyare meharba main hu ujda aashiya ek mita hua nisha bhuli huyi dasta