SONG: Main Hu To Ujalaa Hai Ye - मैं हूँ तो उजाला हैं ये

Main Hu To Ujalaa Hai Ye - मैं हूँ तो उजाला हैं ये

LYRICS:
main hu to ujaal hain ye maan lijiye main hu to ujaal hain ye maan lijiye mujhse hi zindagi hain ye jaan lijiye main hu to ujaal hain ye maan lijiye phulo ka badan mai hu kaliyo ka chalan main hu phulo ka badan mai hu kaliyo ka chalan main hu basre ki hur main hu, dil ka surur main hu basre ki hur main hu, dil ka surur main hu dono hi samne hain ye maan lijiye main hu to ujaal hain ye maan lijiye mujhse hi zindagi hain ye jaan lijiye main hu to ujaal hain ye maan lijiye rangeen ishare hain madhosh najare hain rangeen ishare hain madhosh najare hain aankho me ek nasha hain julfo me ek ghata hain aankho me ek nasha hain julfo me ek ghata hain dono hi samne hain ye maan lijiye main hu to ujaal hain ye maan lijiye mujhse hi zindagi hain ye jaan lijiye main hu to ujaal hain ye maan lijiye laila se kam nahi hu, shiri se kam nahi hu laila se kam nahi hu, shiri se kam nahi hu najre utha ke dekho, dil me basa ke dekho najre utha ke dekho, dil me basa ke dekho dono hi samne hain ye maan lijiye main hu to ujaal hain ye maan lijiye mujhse hi zindagi hain ye jaan lijiye main hu to ujaal hain ye maan lijiye