SONG: Main Hawaa (Female) - मैं हवा मैं यहाँ

Main Hawaa (Female) - मैं हवा मैं यहाँ

LYRICS:
main hawaa main yahaan main wahaan Har jagaah khidakiyon pe milun main tujhe har subah main hawaa mere bin zindagi hai kahaan saanson me, hai teri meri daastaan panchhiyon se main kehti hun hai mera aasmaan phir bhi main to yahaan, tanhaa rehti hoon main hawaa main yahaan main wahaan Har jagaah khidakiyon pe milun main tujhe har subah main hawaa mere bin zindagi hai kahaan saanson me, hai teri meri daastaan chhulun main teri nindon ko zara main bhi jagun, tu bhi jage yahaan hai thami jo patto pe nami mere hi aansu hai mera hi dard hai hai kuchh aur bhi nahin main hawaa main yahaan main wahaan Har jagaah khidakiyon pe milun main tujhe har subah main hawaa mere bin zindagi hai kahaan saanson me hai teri meri daastaan.