SONG: Main Har Rat Jagi Ki Is Bar Shayd - मैं हर रात जागी की इस बार शायद

Main Har Rat Jagi Ki Is Bar Shayd - मैं हर रात जागी की इस बार शायद

LYRICS:
mai har rat jagi ki is bar sayad mohabbat tumhe is taraf khich laye tumhari kasam tum bahut yad aaye tumhari kasam tum bahut yad aaye na pucho ye din hamne kaise bitaye tumhari kasam tum bahut yad aaye barasne lage ashk to kya nind aaye barasne lage ashk to kya nind aaye udhar kadke bijli idhar jan jaye udhar kadke bijli idhar jan jaye na pucho ye din hamne kaise bitaye tumhari kasam tum bahut yad aaye jara ek najar is taraf ab to dekho jara ek najar is taraf ab to dekho jamana hua hai hame muskuraye jamana hua hai hame muskuraye tumhari kasam tum bahut yad aaye na pucho ye din hamne kaise bitaye tumhari kasam tum bahut yad aaye