SONG: Main Gun Gaau Tera Tu Hi Shyam Mere - मैं गुण गाऊ तेरा तू ही श्याम मेरा

Main Gun Gaau Tera Tu Hi Shyam Mere - मैं गुण गाऊ तेरा तू ही श्याम मेरा

LYRICS:
main gun gaau tera main gun gaau tera tu hi shyam mera jale jyot jag me mere ghar andhera tu hi shyam mera aa tu hi shyam mera nasibo ki maari kahan aur jaye kahan aur jaye ye sansaar ki laaj kahan tak nibhaye kahan tak nibhaye zamana na samjhe jo hai haal mera jale jyot jag me mere ghar andhera tu hi shyam mera aa tu hi shyam mera bhalayi ke badle mili hai burai mili hai burai bani main tamasha huyi jag hansai huyi jag hansai samajh me na aaya ye insaaf tera jale jyot jag me mere ghar andhera tu hi shyam mera aa tu hi shyam mera