SONG: Main Banoon Nadi Main Banoon Kinara - मैं बनूँ नदी मैं बनूँ किनारा

Main Banoon Nadi Main Banoon Kinara - मैं बनूँ नदी मैं बनूँ किनारा

LYRICS:
main banu nadi main banu kinara main banu nadi main banu kinara rakh le hum dono jiwan bhar fir bhi mel humara rakh le hum dono jiwan bhar fir bhi mel humara main banu nadi main banu kinara main banu nadi main banu kinara main paniharan ban jaun to fir pani main ban jaun main paniharan ban jaun lekar apne man ki gagar pani bharne aaun lekar apne man ki gagar pani bharne aaun gagar mujhme aaye sajani main gagar me jaun gagar mujhme aaye sajani main gagar me jaun main banu nadi main banu kinara main banu nadi main banu kinara chandarmukhi main hun gagan me mujhe na chhune paye chandarmukhi main hun gagan me mujhe na chhune paye meri lahar lahar me sajani agar tum ram jao meri lahar lahar me sajani agar tum ram jao ram jao ram jao