SONG: Main Ban Than Ke Nikali - मैं बन ठन के निकली

Main Ban Than Ke Nikali - मैं बन ठन के निकली

LYRICS:
mai ban than ke nikli khuli sadak pe mai ban than ke nikli khuli sadak pe huya shehar diwana aage hu mai dilwale hai pichhe rama tu humko bachana huya sara shehar diwana mai ban than ke nikli khuli sadak pe huya shehar diwana raste me mila purvi chhaila ye kya kahat rahan chal hamre sang gori purva ke deshva ho chal hamre sang gori purva ke deshva to ka khilaiye de banaras ka panva o to ka khilaiye de banaras ka panva panva khilaiye ke kangana pahnaiye ke humse kare hai gavanva phir kya bhaya phir aage hu mai hu chhaila hai pichhe rama tu humko bachana huya sara shehar diwana mai ban than ke nikli khuli sadak pe huya shehar diwana aji ho seth ji phir suno bat ji ki kahvo the gori ji rasta me maine milyo ek rajshathani mai kayo mai kayo ke kayo mare mandera mor mare chitdera chor mare mandera mor mare chitdera chor jaipuriyo dikha de mane ek bar aur jaipuriyo dikha de mane ek bar aur phir ke hoyo aage aage sajni pichhe pichhe sajan rama tu humko bachana o raste vich miliya punjabi oye ki kaha kain laga mai gaya mera dil tera ke mukhda surakh gulal ji karda ye mai le java tainu apne desh punjab mai apne desh punjab ke hans hans pava pangada tera dekh ke mast shabab ke hans hans pava bhangada