SONG: Main Apne Dil Ke Haathon - मैं अपने दिल के हाथों बदनाम हो रहा है

Main Apne Dil Ke Haathon - मैं अपने दिल के हाथों बदनाम हो रहा है

LYRICS:
main apne dil hatho badnam ho raha hu dil deke ek pari ko gulfam ho raha hu o rani teri khatir humne chhod diya sansar o rani chod diya sansar dekh ke lat mat wali bhul gaye ghar baar haye o meri rani haye o meri rani ja ja ja hat marduye hat marduye kaha se aaya tu aashik matwala tu aashik matwala surat teri aisi hai jaise jel khane ka tala are o boor ke laddu are o boor ke laddu are o boor ke laddu ja ja ja aa aa aa o lalten are o lalten dagabaaz hote hai rani achhi surat wale are achhi surat wale dil ke ujale hote hai ye kali murat wale ari o chhamak chhallo ari ho chamak chhallo hat dharmi ko chhod de banke warna rakhana yaad warna rakhana yaad karogi dilli jake gore sahib se phariyad padege jel mein hantar padege jel mein hantar tha tha tikat kata kar chale gaye wo gore to englend gore to englend sath le gaye apne gori bistar baja baind bistar baja baind ab dilli mein raaz hai aapna aajadi se ga haye re o meri rani haye re o meri pa gama sa ja ja ja ja main hu apne piya ki jaugan main hu apne piya ki jaugan kaun piya hai tera haye kaun piya hai tera put ke panv ki juti raja palam mera re o baat ke buddu o baat ke buddu