SONG: Main Akela Ja Raha Tha Kya Khabar Thi Mere Pichhe Hai Gamo Ka Karva - मैं अकेला जा रहा था क्या खबर थी मेरे पीछे हैं ग़मों का कारवां

Main Akela Ja Raha Tha Kya Khabar Thi Mere Pichhe Hai Gamo Ka Karva - मैं अकेला जा रहा था क्या खबर थी मेरे पीछे हैं ग़मों का कारवां

LYRICS:
zindagi ki raaho me, maut muskurati hai jaagne ki koshish me, nind aa hi jati hai main akela ja raha tha, kya khabar thi mere pichhe, hai ghamo ka kaarwa main akela ja raha tha, kya khabar thi mere pichhe, hai ghamo ka kaarwa pyar maanga, pyar paya do ghadi ke waaste uljhano ka haar pahna, dosti ke waaste na main apna ban saka aur na kisi ka ho saka hai ajab meri daasta hai ajab meri daasta main akela ja raha tha, kya khabar thi mere pichhe, hai ghamo ka kaarwa farz ka ye zehar ab tak ae zamane main peeyu bebasi ki kaid me ae zindagi kaise jeeyu aasma begana thahra aur jami bhi ajnabi aur jami bhi ajnabi kaun hai mera yaha kaun hai mera yaha kaun hai mera yaha kaun hai mera yaha