SONG: Main Akela Apni Dhun Mei Magan - मैं अकेला अपनी धुन मे मगन

Main Akela Apni Dhun Mei Magan - मैं अकेला अपनी धुन मे मगन

LYRICS:
me akela apni dhun me magan zindagi ka maja liye ja raha tha me akela apni dhun me magan zindagi ka maja liye ja raha tha, ke tum mil gaye tumhara muskurana khilkhilana tumhara thlakana tumhara tilmilana tumhare kadmo ki aahat tumhari aanhko ki masti tumhare balo ki khusbu, inse mujhe kya hai hasil phir bhi ye meri aadat me hai shamil shamil mere dil me dard hai, daya hai, tumhare liye kuch hai mat pucho kya hai, mat pucho kya hai mere dil me dard hai, daya hai, tumhare liye kuch hai mat pucho kya hai, mat pucho kya hai me ek dil hu bura kya sochu me ek dil hu bura kya sochu tumhari mohabbat tumhari wafa, inse mujhe kya hai hasil phir bhi ye meri adat me hai shamil shamil tum dur chali gayi to kaise bitegi ye jindagani adhuri rahegi hamari or tumhari kahani tumhara sajna sawarna jhil mil nikharna tumhara gungunana git gana mere sapno ka sach ho jana, sach ho jana meri manpasand ban jana, inse mujhe kya hai hasil phir bhi ye meri aadat me hai shamil shamil me akela apni dhun me magan zindagi ka maja liye ja raha tha