SONG: Main Agar Sitaron Se Chura Ke Laoon Roshni (Film Version) - मैं अगर सितारों से चुरा के लाऊँ रौशनी (फिल्म वरजन)

Main Agar Sitaron Se Chura Ke Laoon Roshni (Film Version) - मैं अगर सितारों से चुरा के लाऊँ रौशनी (फिल्म वरजन)

LYRICS:
mai agar sitaron se chura ke laaun roshni hawaon se chura ke laaun raagini na poori ho sakegi unse magar teri kami mai agar nazaron se chura ke laaun rangatein mazaaron se chura ke laaun barqatein na poori ho sakegi unse magar teri kami meri bezubaani qafas ek tune suna mere gham ka merham tera pyar hai bepanah bepanaah bepanah tere bina umar ke safar mein bada hi tanha hoon mai raftaar jo waqt ki pakad na sake woh lamha hoon mai falgun ke mahine tere bina hain pheeke jo tu nahi toh saare saawan mere sukhe mai agar kitaabon se chura ke laaun kaayde hisaabon se chura ke laaun faayde na poori ho sakegi unse magar teri kami mai agar sitaaron se chura ke laaun roshni hawaaon se chura ke laaun raagini na poori ho sakegi unse magar teri kami tere gham ka mai tujhse pehle karun saamna tere hi liye toh mera pyaar hai bepanah bepanaah bepanaah bepanaah bepanaah bepanaah bepanaah bepanaah bepanaah bepanaah bepanaah bepanaah bepanaah