SONG: Main Aawara Badal - मैं आवारा बादल

Main Aawara Badal - मैं आवारा बादल

LYRICS:
itna na mujhase tu pyar badha ke main ek badal awara kaise kisi ka sahara banu ke main khud beghar bechara isliye tujhse pyar karu ke tu ek badal awara janam janam se hu sath tere hai naam mera jal ki dhara itna na mujhase tu pyar badha ke main ek badal awara janam janam se hu sath tere hai naam mera jal ki dhara mujhe ek jagah aaram nahi ruk jana mera kaam nahi mujhe ek jagah aaram nahi ruk jana mera kaam nahi mera sath kaha tak dogi tum main desh videsh ka banjara itna na mujhase tu pyar badha ke main ek badal awara kaise kisi ka sahara banu ke main khud beghar bechara isliye tujhse pyar karu ke tu ek badal awara janam janam se hu sath tere hai naam mera jal ki dhara o neel gagan ke deewane tu pyar na mera pahachane o neel gagan ke deewane tu pyar na mera pahachane main tab tak sath chalun tere jab tak na kahe tu main haara isliye tujhse pyar karu ke tu ek badal awara janam janam se hu sath tere hai naam mera jal ki dhara itna na mujhase tu pyar badha ke main ek badal awara kaise kisi ka sahara banu ke main khud beghar bechara kyu pyar mein tu nadan bane ek badal ka arman bane kyu pyar mein tu nadan bane ek badal ka arman bane ab laut ke jana mushkil hai maine chhod diya hai jag sara itna na mujhase tu pyar badha ke main ek badal awara janam janam se hu sath tere hai naam mera jal ki dhara