SONG: Main Aashiq Hoon, Mera Dil Hai Aashiqaana - मै आशिक हूँ ,मेरा दिल है आशिकाना

Main Aashiq Hoon, Mera Dil Hai Aashiqaana - मै आशिक हूँ ,मेरा दिल है आशिकाना

LYRICS:
mai ashiq hoon mera dil hai ashiqana mera shauk hai mohabbat mera nam hai dewana mai ashiq hoon mera dil hai ashiqana mera shauk hai mohabbat mera nam hai dewana hasino ki galiyon se mai roj ata jata hoon hasino ki galiyon se mai roj ata jata hoon mai husnwalon ki nindein churata hoon ye chehare ye ankhein ye julfein ye bahein hai mere liye mai ashiq hoon mera dil hai ashiqana mera shauk hai mohabbat mera nam hai dewana sar pe hai topi chashma hai ankhon pe sar pe hai topi chashma hai ankhon pe chalata hoon sina tane pyar ki rahon pe har ladaki bole hi you are handsome lovely boy mai hoon tere liye mai ashiq hoon mera dil hai ashiqana mera shauk hai mohabbat mera nam hai dewana mai siti bajata hoon khulati hai khidkiya mai siti bajata hoon khulati hai khidkiya han mere isharon pe rukati hai ladkiya chahe gori ho ya kali har ladaki nakharewali hai mere liye mai ashiq hoon mera dil hai ashiqana mera shauk hai mohabbat mera nam hai dewana mai ashiq hoon dewana mai ashiq hoon dewana