SONG: Mai Wohi Hu Jise Tum Pyar Kiya Karte The - मैं वोही हूँ जिसे तुम प्यार किया करते थे

Mai Wohi Hu Jise Tum Pyar Kiya Karte The - मैं वोही हूँ जिसे तुम प्यार किया करते थे

LYRICS:
mai wohi hu jise tum pyar kiya karte the chup ke pahro mera didar kiya karte the mai wohi hu jise tum pyar kiya karte the kal tak the tum hi diwane mere tum hi ab ho nazre fere uspe duniya ke sitam hai tanha dil hai lakh gum hai mai wohi hu jise tum pyar kiya karte the chup ke pahro mera didar kiya karte the mai wohi hu jise tum pyar kiya karte the tumne na jaani chahat ki rasme vade bhule todi kasme gujre din aur biti rate khawab hai vo sari bate mai wohi hu jise tum pyar kiya karte the chup ke pahro mera didar kiya karte the mai wohi hu jise tum pyar kiya karte the ruthe ho aise begano jaise ab manaun tumko kaise jaan bhi chaho to le lo mere dil se yu na khelo mai wohi hu jise tum pyar kiya karte the chup ke pahro mera didar kiya karte the mai wohi hu jise tum pyar kiya karte the