SONG: Mai Unki Ban Jaau Re - मैं उनकी बन जाऊं रे

Mai Unki Ban Jaau Re - मैं उनकी बन जाऊं रे

LYRICS:
Main unki ban jaau re Main unki ban jaau re Main unki ban jaau re Main unki ban jaau Pal chhin unaka Panth nihaaru Nainan deep jalaayu Main nainan dip jalaayu Main unki ban jaau re Main unki ban jaau Khadi rahi hun main Piya ke path mein Aaye wo aaye Wo chanda ke rath mein Khadi rahi hoon main Piya ke path mein Aaye wo aaye Wo chanda ke rath mein Main man hi man Mand lagaayun Main man hi man Mand lagaayun Door khadi sharamaayun Main door khadi sharamaayun Main unki ban jaau re Main unki ban jaau re Main unki ban jaau Main solah singaar karungi Aaye ri sakhi Aaye ri sakhi main Pee ko kahungi Main solah singaar karungi Bhole man ke aramaano ki Jayamaala pahanaayu Bhole man ke aramaano ki Jayamaala pahanaayu Main jayamaala pahanaayu Main unki ban jaau re Main unki ban jaau re Main unki ban jaau