SONG: Mai Tumhari Ragini Tum Geet Ho - मैं तुम्हारी रागिनी तुम गीत हो

Mai Tumhari Ragini Tum Geet Ho - मैं तुम्हारी रागिनी तुम गीत हो

LYRICS:
main tumhari ragini tum geet ho main tumhari ragini tum geet ho ek janam kya har janam ke meet ho, geet ho main tumhari ragini tum geet ho jab se dekhi teri surat banware ban gayi radha tumhari banware main milan ki madhur bela tum milan ke reet ho, geet ho main tumhari ragini tum geet ho preet ki baji lagi chitchor se tum khicnhe aaoge kachhi dor se dekhti reh jaye duniya teri meri reet ho, geet ho main tumhari ragini tum geet ho man tumhari ragini tum geet ho ek janam kya har janam ke meet ho, geet ho main tumhari ragini tum geet ho