SONG: Mai Tumhara Ho Liya - मैं तुम्हारा हो लिया

Mai Tumhara Ho Liya - मैं तुम्हारा हो लिया

LYRICS:
main tumhara ho liya aur tu humari ho li hoye tu humari ho li duniya pyaar ki dushman hai duniya ko maaro goli ye to batao kaise main tumhari ho li ye to batao kaise main tumhari ho li is duniya me rahkar kaise isko maare goli duniya ko maaro goli teri meri jamegi kaise pagle pyaar ki baat na jaanu tera naam thikana na jaanu teri jaat pagle na jaanu teri jaat jaat pyaar ki dushman hai, are waah waah jaat pyaar ki dushman hai is jaat ko maaro goli main tumhara ho liya aur tu humari ho li duniya pyaar ki dushman hai duniya ko maaro goli pyaar ki duniya me hum dono milkar sair karenge aji milkar sair karenge dekhe jo baapu maiya bhaiya hum bemaut marenge haay hum bemaut marenge maut pyaar ki dushman hai maut pyaar ki dushman hai aji maut ko maaro goli, waah main tumhara ho liya aur tu humari ho li duniya pyaar ki dushman hai duniya ko maaro goli pyaar me hoti hai badnaami aur ijjat ki barbaadi bhaiya ijjat ki barbaadi isiliye to kahta hun bas kar lo mujhse shaadi, kya aji kar lo mujhse shaadi shaadi pyaar ki dushman hai aye kyaa bolti shaadi pyaar ki dushman hai shaadi ko maaro goli main tumhara ho liya aur tu humari ho li duniya pyaar ki dushman hai duniya ko maaro goli