SONG: Mai To Tere Hasin Khayalo Me Kho Gaya - मैं तो तेरे हसीन ख़्यालों में खो गया

Mai To Tere Hasin Khayalo Me Kho Gaya - मैं तो तेरे हसीन ख़्यालों में खो गया

LYRICS:
mai to tere hasin khayalo me kho gaya mai to tere hasin khayalo me kho gaya duniya ye kah rahi hai ke diwana ho gaya mai to tere hasin khayalo me kho gaya ye husn tera khilta hua sa gulab hai ye husn tera khilta hua sa gulab hai aankhe teri hasin kamal ka shabab hai tu lajavab hai wo khush nasib hai teri mehfil me jo gaya mai to tere hasin khayalo me kho gaya koi na jisko samjha tu ek aisa raz hai koi na jisko samjha tu ek aisa raz hai mujhko bhi aaj apne mukaddar pe naz hai tu dil navaj hai aashiq hu teri zulf ke saye me so gaya mai to tere hasin khayalo me kho gaya daman chhuda ke jao na itne garur se daman chhuda ke jao na itne garur se kya hai kasur puchhte hai ham hujur se dekho na dur se kar do khata maf jo hona tha ho gaya mai to tere hasin khayalo me kho gaya duniya ye kah rahi hai ke diwana ho gaya mai to tere hasin khayalo me kho gaya