SONG: Mai To Naina Ladake Hui Badnam - मैं तो नैना लडैके हुई रे बदनाम

Mai To Naina Ladake Hui Badnam - मैं तो नैना लडैके हुई रे बदनाम

LYRICS:
dekho re logo kitni ye jalim hai mardo ki chaale jab koi dekhe naar parayi chhupkar dore daale jab ho jarurat koi bhi surat ye to nikale hai main to naina ladaike hui re badnam main to naina ladaike hui re badnam aise patthar se haye aise khaliya se aise julmi se dil na lagaye koi ram main to naina ladaike hui re badnam main to naina ladaike hui re badnam sola baras ki main jo hui to kehna laga haye main mar gaya leke jo aaya meri sotaniya ram hawale mujhe kar gaya o mujhe kya tha pata, ke ye dega daga haye o mujhe kya tha pata, ke ye dega daga main to karungi na tujhse baya main to naina ladaike hui re badnam main to naina ladaike hui re badnam chanda se gora mera hai mukhda sharmaye poonam ki raat bhi o daabe me jal jal jaise mori payaliya, naache khushi se mere sath bhi oye maine ye kya kiya haaye jise dil de diya haye maine ye kya kiya jise dil de diya wo jo na jaane mohabbat ka nam main to naina ladaike hui re badnam main to naina ladaike hui re badnam shri ram kare tera nam badhe tera kaam badhe tera maan badhe naadan suno ek bat bata dun sambhu maine jan jan kar diya kam de dan dan meri man man le hath tham tera byah kara dun bum bhole main bhi koyaliya baago ki rani munde mohalla mere naam se marta tha mujh par saara jamana, tu jo mila gayi kaam se kabhi ho na saka haye, tu mere pyar ka haye kabhi ho na saka haye, tu mere pyar ka haye hum kare durse salam main to naina ladaike hui re badnam main to naina ladaike hui re badnam aise patthar se haye aise khaliya se aise julmi se dil na lagaye koi ram main to naina ladaike hui re badnam main to naina ladaike hui re badnam