SONG: Mai To Lut Gayi Duniyaawalo - मैं तो लुट गई दुनियावालो

Mai To Lut Gayi Duniyaawalo - मैं तो लुट गई दुनियावालो

LYRICS:
main to lut gayi duniyawalo jara sa ghunght khol ke mano ya na mano dene wale dil dete hai bich bajriya bol ke mano ya na mano mai to lut gayi duniyawalo jara sa ghunght khol ke mano ya na mano dene wale dil dete hai bich bajriya bol ke mano ya na mano lakh chupaya bhedh magar aankhiyo ne diya btaye lakh chupaya bhedh magar aankhiyo ne diya btaye chlta chand aur pyar dilo ka chupte nahi chupaye kaise khadi ye aankh ladi kuch soch samjh na paye kar gaya koi dil ka soda do aankhiyo mein tol ke mano ya na mano dene wale dil dete hai bich bajriya bol ke mano ya na mano naam gaya badnaam huyi mai tane de jag sara naam gaya badnaam huyi mai tane de jag sara jadi pyar ki sab aate hai jinko naam hai pyara lakh sambhala dil matwala bas na chla hamara kuch aese dekh tumne dil de bethe bin mol ke mano ya na mano dene wale dil dete hai bich bajriya bol ke mano ya na mano mai to lut gayi duniyawalo jara sa ghunght khol ke mano ya na mano dene wale dil dete hai bich bajriya bol ke mano ya na mano