SONG: Mai To Jamuna Ke Tat Gayi Paniya Bharan - मैं तो जमुना के तट गई पनिया भरन

Mai To Jamuna Ke Tat Gayi Paniya Bharan - मैं तो जमुना के तट गई पनिया भरन

LYRICS:
mai to jamuna ke tat gayi paniya bharan laga ched karan haye haye ri gokul ka wo gwala gokul ka wo gwala mai to jamuna ke tat gayi paniya bharan laga ched karan haye haye ri gokul ka wo gwala gokul ka wo gwala pakdi kalaiya to chunari sarak gayi chunri sarakte hi gagri chhalak gayi maine baju jhatak di wo gagri patak laga ched karan haye haye ri gokul ka wo gwala gokul ka wo gwala mai to jamuna ke tat gayi paniya bharan laga ched karan haye haye ri gokul ka wo gwala gokul ka wo gwala maine kaha hato chhodo dagariya bola na chodenge hum to gujariya kaise akad akad mera pallu pakad kaise akad akad mera pallu pakad laga ched karan haye haye ri gokul ka wo gwala gokul ka wo gwala mai to jamuna ke tat gayi paniya bharan laga ched karan haye haye ri gokul ka wo gwala gokul ka wo gwala chunari bhigoyi meri bhar pichkari ro ke mai boli ja tose hari natkhat ne magar nahi chodi dagar laga ched karan haye haye ri gokul ka wo gwala gokul ka wo gwala mai to jamuna ke tat gayi paniya bharan laga ched karan haye haye ri gokul ka wo gwala gokul ka wo gwala