SONG: Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare - मैं तो जाऊ ना जमुना किनारे

Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare - मैं तो जाऊ ना जमुना किनारे

LYRICS:
mai to jau na jamuna kinare mai to jau na jamuna kinare waha sawla salona ek jadugar aati jaati pe jaadu daare mai to jau na jamuna kinare mai to jau na jamuna kinare hontho se jab jab wo murli lagaaye hontho se jab jab wo murli lagaaye jamuna ki ek ek lahar ruk jaye jamuna ki ek ek lahar ruk jaye sakhi ri fir tu hi bata sakhi ri fir tu hi bata dil kaise na koi haare mai to jau na jamuna kinare mai to jau na jamuna kinare kitna bhi koi manwa ko roke kitna bhi koi manwa ko roke rah jaye bansi ki dhun me wo kho ke rah jaye bansi ki dhun me wo kho ke sakhi ri koi bas na chale sakhi ri koi bas na chale jab mohan ki bansi pukaare mai to jau na jamuna kinare mai to jau na jamuna kinare waha sawla salona ek jadugar aati jaati pe jaadu daare mai to jau na jamuna kinare mai to jau na jamuna kinare