SONG: Mai To Chanda Se Gori Naar Re Saanwariya - मैं तो चंदा से गोरी नार रे सांवरिया

Mai To Chanda Se Gori Naar Re Saanwariya - मैं तो चंदा से गोरी नार रे सांवरिया

LYRICS:
main to chanda se gori naar main to chanda se gori naar dekho ji koi nazar lagaiyo naa main to chanda se gori naar dekho ji koi nazar lagaiyo naa main to dur se aankh milao main to dur se aankh milao dekho ji koi nazar lagaiyo naa main parwat ki chori o babu bachke rahiyo main parwat ki chori o babu bachke rahiyo dekh ke mera roop kahi tu rasta bhul na jaiyo ho rasta bhul na jaiyo ha rasta bhul na jaiyo mai to chanda se gori naar dekho ji koi nazar lagaiyo naa main to dil ko uda le jaau phir milu to aankh churau koi pyar dikhane aaye to ye kaheke tadpau main to hath lage ko manau main to hath lage ko manau dekho ji koi hath lagaiyo naa mai to chanda se gori naar dekho ji koi nazar lagaiyo naa main anokhi nanital ki duniya aankh bichaye main anokhi nanital ki duniya aankh bichaye mera bhola bhala mukhda jo dekhe lut jaye ha jo dekhe lut jaye main to chanda se gori naar dekho ji koi nazar lagaiyo naa koi chup chup kare ishare meri galiyo me aake pukare main to ye kaheke chup jaau mat aise hume bula re koi kar dega badnam ha koi kar dega badnam dekho ji meri galiyo me aaiyo na main to chanda se gori naar dekho ji koi nazar lagaiyo naa