SONG: Mai To Chalu Pashchhim, Purab Chale Duniya - मैं तो चलूँ पश्छिम, पूरब चले दुनिया

Mai To Chalu Pashchhim, Purab Chale Duniya - मैं तो चलूँ पश्छिम, पूरब चले दुनिया

LYRICS:
mai toh chalu pashchhim, purab chale duniya meri kismat pe badi jale duniya mai toh chalu pashchhim, purab chale duniya meri kismat pe badi jale duniya jab se kisi ko basaaya hai dil me jab se kisi ko basaaya hai dil me ho ho halchal hai gairo ki har mehafil me halchal hai gairo ki har mehafil me mere ghar chanda, suraj chale duniya meri kismat pe badi jale duniya mai toh chalu pashchhim, purab chale duniya meri kismat pe badi jale duniya sapno me woh jab se aane lage hai sapno me woh jab se aane lage hai sham-o-sahar muskaraane lage hai sham-o-sahar muskaraane lage hai meri hansi pe tadap chale duniya meri kismat pe badi jale duniya mai toh chalu pashchhim, purab chale duniya meri kismat pe badi jale duniya raste me kaante bichhe hain toh kya hai raste me kaante bichhe hain toh kya hai o o jaalim yeh pahare lage hain toh kya hai jaalim yeh pahare lage hain toh kya hai mai jo chalu chhun-chhun sang chale duniya meri kismat pe badi jale duniya mai toh chalu pashchhim, purab chale duniya meri kismat pe badi jale duniya