SONG: Mai Teri Tamanna Karta Hu - मैं तेरी तमन्ना करता हूँ

Mai Teri Tamanna Karta Hu - मैं तेरी तमन्ना करता हूँ

LYRICS:
main teri tamanna karta hu taqdir se lekin darta hu main teri tamanna karta hu taqdeer se lekin darta hu o janiya, janiya mera dil mujhko de mera dil mujhko de main teri tamanna karta hu taqdeer se lekin darta hu mujhe tujhse nahi hai koyi gila milna tha mujhe jo gham wo mila ho ho ho taqdir banane wale se taqdir ka shikva karta hu o janiya, janiya mera dil mujhko de mera dil mujhko de patthar na samajh insan hu main ho ho ho ik thahra hua tufan hu main ho ho ho mujhe jaan se apni pyar nahi main aan pe apni marta hu o janiya, janiya mera dil mujhko de mera dil mujhko de main teri tamanna karta hu taqdir se lekin darta hu main teri tamanna karta hu taqdir se lekin darta hu