SONG: Mai Sunati Hu Ek Baat - मैं सुनाती हूँ एक बात

Mai Sunati Hu Ek Baat - मैं सुनाती हूँ एक बात

LYRICS:
mai sunati hu ek baat mai sunati hu ek baat bolo bura hua ke bhala hua mai sunati hu ek baat bolo bura hua ke bhala hua ho mujhe nind aayi na sari raat bolo bura hua ke bhala hua didi didi ye to bahut bura hua bura nahi bhala hua sari raat gujari jaag ke ek chor ko dekha bhagte sari raat gujari jaag ke ek chor ko dekha bhagte maine uth ke usko pakad liya use hathkadi me jakad liya bandhe rassi se uske hath bolo bura hua ke bhala hua ye to bhala hua ye to bhala hua bhala nahi hat pagle ye to bura hua na wo chor tha na wo mor tha na wo chor tha na wo mor tha wo bechara to koi or tha padi muft me itni mar use thane le gaya chokidar use hua julm ye uske sath bolo bolo bura hua ke bhala hua didi ye to bhala hua nahi nahi ye to bahut bura hua nahi nahi bura nahi bhala hua use jana tha kahin rail se takra gayi jo ke mail se use jana tha kahin rail se takra gayi jo ke mail se sare sahar me shor sa mach gaya sabhi mar gaye wo bach gaya bas hui khatam ye baat na bhala hua na bura hua na bhala hua na bura hua