SONG: Mai Sadqe Jau Mere Saiya Tum Aaye To Ho - मैं सदके जाऊँ मेरे सैयां तुम आये तो हो

Mai Sadqe Jau Mere Saiya Tum Aaye To Ho - मैं सदके जाऊँ मेरे सैयां तुम आये तो हो

LYRICS:
mai sadke jau mere saiya tum aaye to ho mai sadke jau mere saiya tum aaye to ho mai sadke jau jidd tut gayi inkar ki rut jag uthi didar ki jidd tut gayi inkar ki rut jag uthi didar ki tum aaj mere najdik ho yahi jeet hai mere pyar ke dil deke sharmaye to ho mai sadke jau mere saiya tum aaye to ho mai sadke jau tum mera hasin arman ho ek khoi hui pahchan ho tum mera hasin arman ho ek khoi hui pahchan ho kal gairo ke mehman the aaj is ghar ke mehman ho dunia ke dukh pake ghabraye to ho mai sadke jau mere saiya tum aaye to ho mai sadke jau mere dil pe tumhara hath hai kaise pighali hui ye raat hai mere dil pe tumhara hath hai kaise pighali hui ye rat hai kal tak jo rat magrur thi wo sokh bhari saugat hai tarsake tadpake pachtaye to ho mai sadke jau mere saiya tum aaye to ho mai sadke jau mere saiya tum aaye to ho mai sadke jau