SONG: Mai Roun Tu Rulaye Ja - मैं रोऊँ तू रुलाये जा

Mai Roun Tu Rulaye Ja - मैं रोऊँ तू रुलाये जा

LYRICS:
main roun tu rulaaye ja main roun tu rulaaye ja hua hai jo bhulaaye ja main roun tu rulaaye ja o beraham raham na kar o beraham raham na kar dukhta hai ji dukhaaye ja dukhta hai ji dukhaaye ja main roun tu rulaaye ja main roun tu rulaaye ja tu aaj mujhse dur hai ye mera hi kusur hai tu aaj mujhse dur hai ye mera hi kusur hai in aansuo ki dhaar me gham ko mere dubaaye ja in aansuo ki dhaar me gham ko mere dubaaye ja main roun tu rulaaye ja main roun tu rulaaye ja ye aasma ki pyaas hai, ye aag mithi aag hai ye aasma ki pyaas hai, ye aag mithi aag hai haa pyaar ka chiraag tu jalaaye ja bujhaaye ja haa pyaar ka chiraag tu jalaaye ja bujhaaye ja main roun tu rulaaye ja main roun tu rulaaye ja