SONG: Mai Raat Ko Uth Uth Roti Hu - मैं रात को उठ उठ रोती हूँ

Mai Raat Ko Uth Uth Roti Hu - मैं रात को उठ उठ रोती हूँ

LYRICS:
mai raat ko uth uth roti hu jab sara zamana sota hain wo bhulne wala wo bhulne wala kya jane is dard me kya kya hota hain wo bhulne wala dil uska bhi hain mera bhi dil uska bhi hain mera bhi barbad hain ye aabad hain wo ye kaisi do rangi dunia hain ek hasta hain ek rota hain wo bhulne wala wo bhulne wala kya jane is dard me kya kya hota hain wo bhulne wala dunia to mita dali meri dunia to mita dali meri ab kahti hain dil se yad teri jo chiz thi jani wo to gayi ab jan bhala kyu khota hain wo bhulne wala wo bhulne wala kya jane is dard me kya kya haye kya kya hota hain wo bhulne wala