SONG: Mai Pyar Ki Laila Hu Paaoge Tum Na Aisi - मैं प्यार की लैला हूँ पाओंगे तुम ना ऐसी

Mai Pyar Ki Laila Hu Paaoge Tum Na Aisi - मैं प्यार की लैला हूँ पाओंगे तुम ना ऐसी

LYRICS:
mai pyar ki laila hu paoge tum na aisi ye chand bhi diwana surat hai meri aisi mai pyar ki laila hu paoge tum na aisi ye chand bhi diwana surat hai meri aisi mai pyar ki laila hu dil ka ilaaz kar du rakhti hu wo davai tum jaise tukde dil ki takdeer bhi banai dil ka ilaaz kar du rakhti hu wo davai tum jaise tukde dil ki takdeer bhi banai itna mujhe bata do hai koi mere jaisi ye chand bhi diwana surat hai meri aisi mai pyar ki laila hu paoge tum na aisi ye chand bhi diwana surat hai meri aisi mai pyar ki laila hu mai kya batau tujhko chahat ki aisi taisi chakkar diye hai tune ulfat ki aisi taisi is pyar ke jaha se bhagoge tum kaha tak chhodungi mai na pichha jaoge tum jaha tak ye baat hai to madam kismat ki aisi taisi chakkar diye hai tune ulfat ki aisi taisi mai pyar ki laila hu paoge tum na aisi ye chand bhi diwana surat hai meri aisi mai pyar ki laila hu tarif apne muh se mai kya karu tumhari duniya me tere jaisi dekhi hai kai nari tarif apne muh se mai kya karu tumhari duniya me tere jaisi dekhi hai kai nari tum videshi ho ye baat hai sacchi ye chand bhi diwaana surat hai meri aisi mai pyar ki laila hu paoge tum na aisi ye chand bhi diwaana surat hai meri aisi mai pyar ki laila hu