SONG: Mai Pyar Karu Unse - मैं प्यार करूँ उनसे

Mai Pyar Karu Unse - मैं प्यार करूँ उनसे

LYRICS:
main pyar karu unse main pyar karu unse kaho ji kya khayal hai karo ji pyar shok se ye kya sawal hai main pyar karu unse kaho ji kya khayal hai karo ji pyar shok se ye kya sawal hai main pyar karu ek do teen sharma raha hai aaina kiski lagi hai nazar sharma raha hai aaina kiski lagi hai nazar gayab hai bachpan shabab me dhundhu main kaise kidhar payal ki chan chan me kangan ki khan khan me kiska kamaal hai payal ki chan chan me kangan ki khan khan me kiska kamaal hai rakhiyo kadam sambhal ke matwali chaal hai mai pyar karu ek do teen koi bula raha hai pyar se jane ye kya raaz hai koi bula raha hai pyar se jane ye kya raaz hai chhede bina hi batere dil bhi nirala saaz hai saawan me faagun hai faagun me saawan hai duniya nihaal hai kal to gaal laal the ab aankh laal hai main pyar karu unse kaho ji kya khayal hai karo ji pyar shok se ye kya sawal hai main pyar karu ek do teen