SONG: Mai Pila Kar Aapka Kya Jaayega - मै पीला कर आपका क्या जाएगा

Mai Pila Kar Aapka Kya Jaayega - मै पीला कर आपका क्या जाएगा

LYRICS:
mai pila kar aapka kya jayega mai pila kar aapka kya jayega mai pila kar aapka kya jayega mai pila kar aapka kya jayega jayega iman jiska jayega dekhakar mujhko vo sharma jayega dekhakar mujhko vo sharma jayega dekhakar mujhko vo sharma jayega dekhakar mujhko vo sharma jayega ye tamasha kisse dekha jayega jaau but khane se kyu kabil to mai jaau but khane se kyu kabil to mai hath se ye bhi thikana jayega katl ki jab usne di dhamki mujhe katl ki jab usne di dhamki mujhe katl ki jab usne di dhamki mujhe katl ki jab usne di dhamki mujhe kah diya maine dekha jayega pi bhi le do ghunt jahid pi bhi le pi bhi le do ghunt jahid pi bhi le maikade se koun pyasa jayega maikade se koun pyasa jayega mai pila kar aapka kya jayega jayega iman jiska jayega mai pila kar aapka kya jayega