SONG: Mai Pankh Lagake Ud Jau - मैं पंख लगाके उड़ जाऊं

Mai Pankh Lagake Ud Jau - मैं पंख लगाके उड़ जाऊं

LYRICS:
mai pankh lagake ud jau mai pankh lagake ud jau aur phir naa palat ke aau mai pankh lagake ud jau n n na n n na mai pankh lagake ud jau mai pankh lagake ud jau aur phir naa palat ke aau mai pankh lagake ud jau n n na n n na mai pankh lagake ud jau lehro me jhulu, taro ko chhu lu, lehro me jhulu ambar ki chhati se lag kar sapno me kho jau anjani raho me chhup kar anjani ho jau aur khud bhi khoj naa pau mai pankh lagake ud jau aur phir naa palat ke aau n n na n n na mai pankh lagake ud jau lehro me jhulu, taro ko chhu lu, lehro me jhulu badali banakar ban ban ghumu bijli ban muskau jharno ki jhalar me baithi geet suhane gaau duniya ko najar na aau mai pankh lagake ud jau aur phir naa palat ke aau n n na n n na mai pankh lagake ud jau