SONG: Mai Nahi Manunga Mati Ke Putle Ko Bhagwan - मैं नहीं मानूंगा माटी के पुतले को भगवान

Mai Nahi Manunga Mati Ke Putle Ko Bhagwan - मैं नहीं मानूंगा माटी के पुतले को भगवान

LYRICS:
lakh bar dhikar tujh par o nirlaj insan jhuk gaya atyachar ke aage tera dhrm iman main nahi manunga main nahi manunga mati ke putale ko bhagwan tum chaho to kayar ban kar sah lo ye apman main nahi manunga jinko bal ka man hai unse kahdo ye ja kar jinko bal ka man hai unse kahdo ye ja kar kat sakta hai jhuk nahi sakta bal kavi ka sar main karta hun aaj bhare bajar me ye ailan main nahi manunga mati ke putale ko bhagwan tum chaho to kayar ban kar sah lo ye apman main nahi manunga mera bhagwan wo hai jiski rachna hai sansar mera bhagwan wo hai jiski rachna hai sansar mera bhagwan wo hai jo sab ka palanhar us bhagwan ke badale kaise le lu ye shaitan main nahi manunga mati ke putale ko bhagwan tum chaho to kayar ban kar sah lo ye apman main nahi manunga kitne kans aur kitne ravan is dharti par aaye kitne kans aur kitne ravan is dharti par aaye kisi dusht ke aageprbhu ke bhagat na jhukne paye dharm raha hai dharm rahega prithwi par balwan main nahi manunga mati ke putale ko bhagwan tum chaho to kayar ban kar sah lo ye apman main nahi manunga main nahi manunga