SONG: Mai Nagan Hu - मैं नागन हूँ

Mai Nagan Hu - मैं नागन हूँ

LYRICS:
main naagan hu main naagan hu zehrili badi katili vish hai mera gehna mujhse bach kar rehna main naagan hu hu dekhan mein chamkili hu dekhan mein chamkili badi katili vish hai mera gehna mujhse bach kar rehna main naagan hu jal par mantar padh ke phunku to jal bhi jal jaaye jam jaaye akaash mein suraj chanda aag lagaye kaliya ban jaye angare bunde ban ke tapke taare main aisi bin bajau main aisi bin bajau vish ko amrit kar deti hai jiski taan rasili jiski taan rasili vish ko amrit kar deti hai jiski taan rasili jiski taan rasili mera koi nahin hai saathi main sabko das jaati das jaati mera koi nahin hai saathi main sabko das jaati das jaati dasna mera kaam maut hai mera naam dasna mera kaam maut hai mera naam main maut hu main maut hu main maut hu rang rangili badi katili vish hai mera gehna mujhse bach kar rehna main naagan hu