SONG: Mai Kisko Sunau Gham Ki Kahani - मैं किसको सुनाऊँ गम की कहानी

Mai Kisko Sunau Gham Ki Kahani - मैं किसको सुनाऊँ गम की कहानी

LYRICS:
mai kisko sunau gum ki kahani mai kisko sunau gum ki kahani sare sahare chhut gaye chhut gaye ab haye mukaddar kaisa sitam hai ab haye mukaddar kaisa sitam hai sathi hamare chhut gaye chhut gaye ab kisko sunau gum ki kahani afsos ke gum ki dunia me aansu bhi hamare ho na sake ho na sake taro ki tarah palko pe meri taro ki tarah palko pe meri chamke kaape aur tut gaye tut gaye ab kisko sunau gum ki kahani ae darde mohabbat tu hi bata kis tarah chale ab manzil tak manzil tak hum ju ka sahara le le kar hum ju ka sahara le le kar chalte hai wo chhale phut gaye phut gaye ab kisko sunau gum ki kahani kis tarah bahare raas aati kismat ko hi jab manzur na tha manzur na tha kuch gum ki hawa ke jhoke chale kuch gum ki hawa ke jhoke chale dil ki bahare lut gaye lut gaye ab kisko sunau gum ki kahani