SONG: Mai Kiski Laaj Nibhau Aur Kaise Laz Nibhau - मैं किसकी लाज निभाऊं और कैसे लाज निभाऊं

Mai Kiski Laaj Nibhau Aur Kaise Laz Nibhau - मैं किसकी लाज निभाऊं और कैसे लाज निभाऊं

LYRICS:
mai kiski laaz nibhau aur kaise laaz nibhau mai kiski laaz nibhau ye jag ki reet ka bandhan aur preet ki ye hai nishani ek me hai hatho ki shobha ek me man ki kahani ek me hai hatho ki shobha ek me man ki kahani jaag ke pyar pe dheer dharu ya sota prem jagau mai kiski laaz nibhau karam ka likha padh na pau hu kaun sahara dharam bhi pyara prem bhi pyara kisase karu kinara dharam bhi pyara prem bhi pyara kisase karu kinara ik mandir ki neev pade jab ik mandir ko dhau mai kiski laaz nibhau aur kaise laaz nibhau mai kiski laaz nibhau